Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeApne Huye Paraye (1964)
HomeApne Huye Paraye (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye andhi jo taqdeer na hoti to itni beteer na hoti dil par itna bojh na hota pairon mein zanjeer na hoti apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dhiraj kaun bandhaye apne apne huye paraye jin raahon se koi na aaye baithe unpe naina bichaye din nadan kahe jata hai shayad wo shayad laut aaye apne apne huye paraye kaun hain hum kyun jane koi apna humein kyun mane koi behtar hai iss badhaali mein ab na humein pahchane koi apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye
bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya mere dil ki rahon pe mere sang sang aa oo ooo ooo tujhko dikhladun main humdam apna rangon bhari duniya meri mera pyaar pehla bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya chhup ke koi aaya hai jab se dil mein har din nayi halchal hai meri mehfil mein dhadkan meri gaane lagi ab ye geet un ka matwaali dolun main khoyi sapnon mein hoooo ab mera dil laage na mere apnon mein kya mil gaya kya kho gaya dil hi jane mera bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein bahaar banke wo muskuraye humare gulshan mein baad e sabaa tu na aaye to kya kaali ghata tu na chhaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya baad e sabaa tu na aaye to kya
dupatte ki giraha mein baandh lijiye dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega ke maana tum haseen ho naazaneen ho mere dil mein tum hi pardanasheen ho kahaan le jaaogi tum aisi surat kabhi to hogi saathi ki zururat mera dil hai ise saathi bana lo isse apni nigaahon mein chupa lo dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega mere dil se na ab daaman bachaao tumhen meri kasam hai paas aao mera dil pyaar mein dooba hua hai tumhaari yaad mein khoya hua hai mera dil aapse badhkar haseen hai haseenon ki tarah qaatil nahi hai dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil hai kabhi kaam aayega mera dil hai kabhi kaam aayega dupatte ki giraha mein baandh lijiye mera dil
gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan hai gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan hai kisi ki chahat mein kho gaye hum na apna dil hai na apni jaan hai gagan ke chanda nazar se nazar milke sharma rahi hai har ek raaz jhuk kar kahe ja rahi hai nazar se nazar milke sharma rahi hai har ek raaz jhuk kar kahe ja rahi hai ghadi ye mohabbat ke ikraar ki hai rut pyaar ki hai ye shab pyaar ki hai shab pyaar ki hai kisi ke roke nahin rukega ki ye bahaaron ka caarwaan hai gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan hai gagan ke chanda kise hai khabar hum kidhar ja rahe hain bas ek dusre ke kareeb aa rahe hain kise hai khabar hum kidhar ja rahe hain bas ek dusre ke kareeb aa rahe hain mohabbat ke jo geet hum gaa rahe hain wahi aaj taare bhi dohra rahe hain dohra rahe hain jawaan hai dil bhi wahi jawaan hai jawaan zameen aasamaan jawaan hai gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan
maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aanchal mein hain phool khushi ke tumsa meet mila aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna tum hanse aur mere dil mein roshni ho gayi zindagi pyaar ki ragini ke sang kho gayi aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna tum mile mil gaye mujhko jaise dono jahaan tum jahaan dil wahaan tumse zindagi tumse jaan aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna door ki bansuri do dilon ko bhane lagi o madbhari chandani ab idhar bhi aane lagi aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna aanchal mein hain phool khushi ke tumsa meet mila aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila zindagi phir wohi geet gungunane lagi iss gali jhoomti phir bahaar aane lagi phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila dil mere jhoom le yaad kar ke uss shaam ko behke hum jiss ghadi pee ke pyaar ke jaam ko phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila hona hai aaj phir apne sabra ka imtihaan lootna hai tumko phir aaj mere dil meri jaan phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Huye Paraye Apne Huye Paraye (1964) 03:59 36893
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 36893   

Bahaar Banke Wo Muskuraye Apne Huye Paraye (1964) 05:35 36484
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:35   Song Number : 36484   

Dupatte Ki Giraha Mein Baandh Lijiye Apne Huye Paraye (1964) 04:32 32218
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:32   Song Number : 32218   

Gagan Ke Chanda Na Poochh Humse Apne Huye Paraye (1964) 05:28 40817
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shashikala
Duration : 05:28   Song Number : 40817   

Maine Bulaya Aur Tum Aaye Apne Huye Paraye (1964) 05:35 37509
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Manoj Kumar
Duration : 05:35   Song Number : 37509   

Phir Koi Muskuraya Apne Huye Paraye (1964) 05:13 16563
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 16563